Jhootha Lyrics by Altamash Faridi: “Jhootha“ is a Brand New Hindi Song featuring Rakhi Sawant and Salman Shaikh, sung by Altamash Faridi. Jhootha Song Lyrics are penned by Shabab Ali, with Music produced by Asif Faridi, and this brand-new music video has been released on March 10, 2023.
Altamash Faridi Jhootha Lyrics
Jhootha Dila Sa Deke Mujhko Gaya Tu
Karke Woh Jhoote Wade Chod Gaya Tu
Kisko Sunaye Hum Teri Woh Baatein
Deke Saharaa Mujhko Chhod Gaya
Aab Mere Paas Khone Ko Kuch Bhi Nahin
Tha Tu Hi Paas Mere Tu Hi Nahin
Jitna Roana Tha Tere
Pyaar Mein Roo Liya Sanam
Tu Hi Sab Kuch Tha Mera
Tujhko Kho Diya Sanam
Jitna Roana Tha Tere
Pyaar Mein Roo Liya Sanam
Tu Hi Sab Kuch Tha Mera
Tujhko Kho Diya Sanam
Tu Mere Saath Jab Tak Tha
Dard Mein Bhi Ik Sukoon Milta Tha
Ishq Ko Mere Kiski Yeh Nazar Lag Gayi
Ho Gaya Tu Judaa Kyun Sanam
Teri Bewafayi Ki Baarish Mein
Khud Ko Dhoo Liya
Jitna Roana Tha Tere
Pyaar Mein Roo Liya Sanam
Tu Hi Sab Kuch Tha Mera
Tujhko Kho Diya Sanam
Jitna Roana Tha Tere
Pyaar Mein Roo Liya Sanam
Tu Hi Sab Kuch Tha Mera
Tujhko Kho Diya Sanam
Teri Khusi Ke Khatir
Har Dard Apna Bana Liya
Tu Phir Bhi Mera Hua Nahin
Tune Yaar Mujhko Mita Diya
Kho Diya Kho Diya
Tujhe Kho Diya Maine
Kho Diya Kho Diya
Tujhe Kho Diya Maine
Kho Diya Tujhe Maine
Ho Tujhe Kho Diya Maine Yaar Mere
Tujhe Kho Diya Maine Yaar Mere
Tujhe Paake Mila Kuch Nahin Mujhko
Jab Tujhe Aana Hi Tha
Toh Kyun Gaya Chhod Ke
Ho Tujhe Kho Diya Maine Yaar Mere
Tujhe Kho Diya Maine Yaar Mere
Ho Tujhe Kho Diya Maine Yaar Mere
Tujhe Kho Diya Maine Yaar Mere
[ads]
Written by: Shabab Ali
Jhootha Song Info:
Song: | Jhootha |
Singer: | Altamash Faridi |
Lead Vocals: | Altamash Faridi |
Lyrics: | Shabab Ali |
Music Producer: | Asif Faridi |
Video Director: | Mudassar Khan |
Music Label: | AB Bansal Music |
Featuring: | Rakhi Sawant & Salman Shaikh |
Release Date: | March 10, 2023 |
You Might Also Like
Le Sajna – Altamash Faridi
Naa Tere Bin – Altamash Faridi
Aap Jaisa Koi – Altamash Faridi
Biba – Altamash Faridi
Jhootha Music Video
