Tu Saamne Aaye Lyrics – Jubin Nautiyal ft. Yohani

Tu Saamne Aaye Lyrics – Tu Saamne Aaye is the Brand New Hindi Song, featuring Jubin Nautiyal, Yohani, Sakshi Joshi, and Mateen Vakil. Jubin Nautiyal and Yohani have sung this Latest Hindi Song, while Tu Saamne Aaye Song Lyrics are penned by Rocky Khanna, with Music given by Rocky Khanna & Jubin Nautiyal, and this Brand New Music Video is directed by Navjit Buttar.

Tu Saamne Aaye Lyrics – Jubin Nautiyal

Jo Milke Bichadte
Bichadke Ke Wo Milte Kyun
Sansein Tham Jaye
Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhe Hi Kyun
Khushbu Si Kyun Aaye
Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Ye Nainon Ke Naate
Mil Kar Ban Jate Kyun
Junoon Jagaye
Jo Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Tu Saamne Aati Hai
Bas Jati Hai Kyun Meri Nazro Mein
Thoda Tadpati Hai
Aur Thoda Satati Raaton Mein

Jo Tu Saamne Aati Hai
Behlati Behlati Adaon Se
Jo Tu Saamne Aati Hai
Ruk Jati Hai Sansein

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Muskan Ye Teri Aatish Ban Jaye Kyun
Wo Aag Lagaye Jo Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Milke Bichadte
Bichadke Ke Wo Milte Kyun
Sansein Tham Jaye
Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhe Hi Kyun
Khushb Si Kyun Aaye
Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Ye Saath Hamara
Kisko Samjhaye Kyun
Dil Tu Ban Jaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Written by: Rocky Khanna

Tu Saamne Aaye Song Info:

Song: Tu Saamne Aaye
Singer: Jubin Nautiyal & Yohani
Lyrics: Rocky Khanna
Music: Rocky – Jubin
Director: Navjit Buttar
Music Label: T-Series
Featuring: Jubin Nautiyal, Yohani, Sakshi Joshi, Mateen Vakil
Release Date: 24th November 2022

Related Songs

Saath Hum Rahein – Jubin Nautiyal
Manike – Jubin Nautiyal, Yohani
Mere Bhole Nath – Jubin Nautiyal
Bewafa Se Pyaar Kiya – Jubin Nautiyal
Bana Sharabi – Jubin Nautiyal

Tu Saamne Aaye Music Video