Yaad Aati Nahin Lyrics by Pawan Singh is the Brand New Hindi Song featuring Pawan Singh, Priyanka Khera and Vishal Singh. Pawan Singh has sung this Latest Hindi Song, while Yaad Aati Nahin Song Lyrics are penned down by Shradha Pandit, with Music given by Salim – Sulaiman and this Brand New Music Video is directed by Dilsher Singh and Nitin Samadhiya.
Yaad Aati Nahin Lyrics – Pawan Singh
Oh Yaad Aaye Woh Pal
Sang Tere Guzaare
Tum Ho Gaye Kisi Ke
Hum Ab Bhi Hain Tumhare
Haan Yaad Aaye Woh Pal
Sang Tere Guzaare
Tum Ho Gaye Kisi Ke
Hum Ab Bhi Hain Tumhare
Ho Tumhein Bhool Paana
Mumkin Nahin Hai
Tumhein Bhool Paana
Mumkin Nahin Hai
Mere Dil Se Teri
Yaad Jaati Nahin
Aur Tum Ko Meri
Yaad Aati Nahin
Mere Dil Se Teri
Yaad Jaati Nahin
Aur Tum Ko Meri
Yaad Aati Nahin
Haan Ho Bhi Jaaye Kisi Se
Ab Chahat Agar Hai
Dhundenge Tumko Hi Usme Magar
Dil Ki Betaabiyan
Zinda Bhi Ho To
Tum Naa Milogi Saari Umar
Dil Tod Ke Mera
Kyon Ho Gaye Paraaye
Nam Hoti Hai Ye Aankhein
Naam Tera Jab Bhi Aaye
Ho Tumhein Bhool Paana
Mumkin Nahin Hai
Tumhein Bhool Paana
Mumkin Nahin Hai
Mere Dil Se Teri
Yaad Jaati Nahin
Aur Tum Ko Meri
Yaad Aati Nahin
Mere Dil Se Teri
Yaad Jaati Nahin
Aur Tum Ko Meri
Yaad Aati Nahin
Written by: Shradha Pandit
[ads]Yaad Aati Nahin Song Info:
Song: | Yaad Aati Nahin |
Singer: | Pawan Singh |
Lyrics: | Shradha Pandit |
Music: | Salim – Sulaiman |
Director: | Nitin Samadhiya |
Music Label: | Salim Sulaiman |
Featuring: | Pawan Singh, Priyanka Khera & Vishal Singh |
Related Songs
Current – Pawan Singh
Tumhare Siva – Pawan Singh
Tumsa Koi Pyaara – Pawan Singh
Lut Gaye Bhojpuri – Pawan Singh
Pudina Ae Hasina 2.0 – Pawan Singh
Yehi Khatir Ara Aaile – Pawan Singh
Yaad Aati Nahin Music Video
