Ishq Khuda Hai Lyrics – Khushali Kumar
Presenting the latest Hindi song “Ishq Khuda Hai” features Khushali Kumar & Nawab Ahmad. The poetry is written and recited by Khushali Kumar and sung by Tulsi Kumar (Zehr Vaikh Ke Pita Te Ki Pita ) and Music is composed by Sanjay- Rajee, Song Lyrics are penned by Baba Bulleh Shah and Music Lable by T-Series.
Video of the Ishq Khuda Hai
Ishq Khuda Hai Lyrics
Do kadam chalne ki chah thi
Uss raaste par
Jis par chalne ko haath
Thaama tha tumne
Lagta tha yahi pohchayegi
Manzil-e-safar tak
Khooj poori ho gayi shayad
Aisa ehsaas ho gaya tha
Andar ke dard abhi kuch
Der pehle tak dukhte the
Girne wale to naa the hum kabhi
Girane wale ka hunar to dekhiye
Humne aah bhi kari to
Hamein hi sunayi naa di
Pighalte gaye uski
Saanson mein har pal
Saamne woh tha to
Har sabr kho baithe
Sirf chaha ki woh chahe mujhe itna
Jitna maine usko chaha
Haule se kab hua ye ki kisi
Aur ka ho kar
Phir meri aur dekh kar kaha
Ki kami hai teri
Halke se mazaak bankar reh gayi
Khuddari meri
Ab naa hoga mujhse ye khel dobara
khel dobara, khel dobara
Zehar wekh ke peeta te ki keeta
Ishq soch ke keeta te ki keeta
Dil de ke, dil lain di aas rakhi
Ve buleya, ve buleya
Pyaar vi laalach naal keeta te ki keeta
Par tum mein shayad kuch khaas hai
Tumhari aankhon mein
Baccho ki si aans hai
Tumhari aankhon ke sheeshe mein
Mera chehra dikha hai mujhe
Mere chehre ki rangat
Kya khoob dikhti hai inme
Sochte hai ab inhi mein rahenge
Zehar wekh ke peeta te ki keeta
Ishq soch ke keeta te ki keeta
Dil de ke, dil lain di aas rakhi
Ve buleya, ve buleya
Pyaar vi laalach naal keeta te ki keeta
Chal zindagi, main ishq ke
Juye ke liye fir tayaar hun
Saari baaziyan tu bhed
Fir mujhko mitti mein reng
Sab karke dekha, ishq mein hi
Chupi ibaadat hai
Waqt agar zindagi to ishq khuda hai
Har pal mein ishq
Mitti mein ishq
Hawaon mein aur kya hai baaki
Ishq khuda hai, ishq khuda hai
Ishq Khuda Hai Lyrics In Hindi
दो कदम चलने की चाह थी
उस रास्ते पर
जिस पर चलने को हाथ
थामा था तुमने
लगता था यही पोहचायेगी
मंज़िल-ए-सफ़र तक
खोज पूरी हो गयी शायद
ऐसा एहसास हो गया था
अंदर के दर्द अभी कुछ
देर पहले तक दुखते थे
गिरने वाले तो ना थे हम कभी
गिराने वाले का हुनर तो देखिये
हमने आह भी करी थी
हमें ही सुनाई ना दी
पिघलते गए उसकी
साँसों में हर पल
सामने वो था तो
हर सब्र खो बैठे
सिर्फ चाहा की वो चाहे मुझे इतना
जितना मैंने उसको चाहा
हौले से कब हुआ ये की किसी
और का हो कर
फिर मेरी ओर देख कर कहा
की कमी है तेरी
हलके से मज़ाक बनकर रह गयी
खुद्दारी मेरी
अब ना होगा मुझसे ये खेल दोबारा
खेल दोबारा, खेल दोबारा
ज़हर वेख के पीता ते की कीता
इश्क़ सोच के कीता ते की कीता
दिल दे के, दिल लैन दी आस रखी
वे बुलेया, वे बुलेया
प्यार वि लालच नाल कीता ते की कीता
पर तुम में शायद कुछ ख़ास है
तुम्हारी आँखों में
बच्चों की सी आस है
तुम्हारी आँखों के शीशे में
मेरा चेहरा दिखा है मुझे
मेरे चेहरे की रंगत
क्या खूब दिखती है इनमे
सोचते है अब इन्ही में रहेंगे
ज़हर वेख के पीता ते की कीता
इश्क़ सोच के कीता ते की कीता
दिल दे के, दिल लैन दी आस रखी
वे बुलेया, वे बुलेया
प्यार वि लालच नाल कीता ते की कीता
चल ज़िन्दगी, मैं इश्क़ के
जुए के लिए फिर तैयार हूँ
सारी बाज़ियां तू भेद
फिर मुझे मिट्टी में रेंग
सब करके देखा, इश्क़ में ही
छुपी इबादत है
वक़्त अगर ज़िन्दगी तो इश्क़ खुदा है
हर पल में इश्क़
मिट्टी में इश्क़
हवाओं में और क्या है बाकी
इश्क़ खुदा है, इश्क़ खुदा है
Additional info of the “Ishq Khuda Hai”
Song: Ishq Khuda Hai
Poetry Writer: Khushali Kumar
Reciter: Khushali Kumar
Singer: Tulsi Kumar
Music: Sanjay-Rajee
Lyrics: Baba Bulleh Shah
Music Label: T-Series